|
roz sochta hoon,aaj izhaar kar denge magar darr lagta hain,ki wo inkaar kar denge roz dil kehta hain,keh de dil ki baat magar lagta hain wo sare aam badnaam kar denge |
|
roz sochta hoon,aaj izhaar kar denge magar darr lagta hain,ki wo inkaar kar denge roz dil kehta hain,keh de dil ki baat magar lagta hain wo sare aam badnaam kar denge |
|
Waqt ki andhi main tufan badal jate hain, Zindagi ki rahon main INSAN badal jatey hai, Badalta nahi PYAAR kabhi, Pyar karne wale INSAN badal jate hai... |
|
Ae Khuda Kash dil tu ne kanch k banaye hote kam se kam dil torne walo k hath main zakham aye hote... |
|
badlon k dermian kuch aisi sazish hui
mera mitti ka ghar tha wahin barish hui
falak ko aadat thi jahan bijlian girane ki
hum ko bhi zid thi wahan aashiana banane ki. |
|
kab tak raho gay aakhir yun door door ham say milna paray ga aakhir ik din zaroor ham say
daaman bachanay walay yeh berukhi hai kesi keh do agar hua hai koi kusoor ham say
hum chheen lain gay tum se yeh shaan-e-be niyaazi tum maangtay phiro gay apna ghuroor ham say |
|
SORRY.... SORRY.... SORRY.....SORRY.... Dont get confused ,Arey Baba SORRY means:
S-Some,
O-One
Is,R-Really,
R-Rememberinhg
Y-You.....Have A wonderful day.... |
|
Dil kay dard chupana kitna mushkil hota hai, Toot kay phir muskurana kitna mushkil hota hai, Door jab chaloo kisi kay saath to phir, Tanha laut kay ana kitna mushkil hota h |
|
Dil se nikli dua hai hamari, Zindagi main miley aap ko khusyan saari, Gam na dey khuda aap ko kabhi , chahe to ek khusi kam ker dey hamari |
|
kABHI Gamo se TumHari mulaqAT nA ho... Udaas bethe ho aise koi baat na ho... shiqayat ho to maaf kerdena... fursat main bethe ho humien yaad ker lena.... |
|
| Pages:
1 | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 | 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14 | 15 | 16 | 17 | 18 | 19 | 20 | 21 | 22 | 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 | 29 | 30 | 31 | 32 | 33 | 34 | 35 | 36 | 37 | 38 | 39 | 40 | 41 | 42 | 43 | 44 | 45 | 46 | 47 | 48 | 49 | 50 | 51 | 52 | 53 | 54 | 55 | 56 | 57 | 58 | 59 | 60 | 61 | 62 | 63 | 64 | 65 | 66 | 67 | 68 | 69 | 70 | 71 | 72 | 73 | 74 | 75 | 76 | 77 | 78 | 79 | 80 | 81 | 82 | 83 | |